Shayari SMS

292 sms in this category

Khud Ko Khud Ki Khabar Na Lage,
Koi Accha Bhi Is Kadar Na Lage,
Aapko Dekha Hai Bus Us Nazar Se,
Jis Nazar Se Aapko Nazar Na Lage.

Submited By:Bhavesh Kadam | Submited In:Shayari SMS

Hum ko gali me dekh khud ko chupa diya.
jaane ye dushmano ne use kya sikha diya.
ghar usne kya banaya masjid k saamne
chahat ne uski humko namazi bana diya.

Submited By:Aejaz khan | Submited In:Shayari SMS

Mehfil na sahi tanhai to milti hai

Saath na sahi judai to milti hai

kaun kehta hai pyaar mein kuch nahi milta

Wafa na sahi bewafai to milte hai

Submited By:Amina | Submited In:Shayari SMS

PHOOL use do jo BAHAAR janta Ho,
.
DARD use do jo QRAR janta Ho,
.
WAQT use do jo INTEZAR janta Ho,
Aur
DIL use do jo PYAR janta Ho,

Submited By:Amina | Submited In:Shayari SMS

wo 1 chehra hum har kahi talash karte hain

zinda to hain magar zindagi talash karte hai

koi kyun bhul jate hain hamein apna bana kar

hum khud mein woh kami talash karte hain

Submited By:Amina | Submited In:Shayari SMS

Dil ki baat janta nahi koi

Kehna in ankhon ka manta nahin koi

Hum to jaan bhi luta de khushi se par

Ahmiyat is jaan ki janta nahin koi

Submited By:Amina | Submited In:Shayari SMS

Mausam ko mausam ki baharon ne luta

Hamein kashti ne nahi kinaron ne luta

Aapto darr gaye meri ek kasam se

Aapki kasam dekar hamein to hazaron ne luta

Submited By:Amina | Submited In:Shayari SMS

Aaj har Ristha bazaar me bikta hai

Dil se kisi ke dil me kaun tikta hai,

lekin
hamare Dil me sirf Aap rehte ho

Qki
Aap Me hame RAB Dikhta hai

Submited By:Prashant pandey 08962408466 | Submited In:Shayari SMS

Umeedo ki shama dil mein mat jalana,
is jahan se alag duniya mat basana,
aaj bas mood main the to sms kar diye,
par roz intezar mein palke mat bichana..

Submited By:Kishya | Submited In:Shayari SMS

Wo dard hi kya jo aankhon se beh jaye,
Wo khushi hi kya jo hothon pe reh jaye,
Kabhi to samjho khamoshi hamari,
Wo baat hi kya jo assani se alfaaz ban jaye

Submited By:faiz | Submited In:Shayari SMS

1 2 3 »
Page(1/30)
Jump to Page