Santa Banta SMS

130 sms in this category

Santa or banta ke bhech kiya rista hai?

Socho


socho

nahi pata

jaise besan or pakode mai
jab besan santa hai tabhi to pakoda banta hai.........

Submited By:Avneesh. | Submited In:Santa Banta SMS

Santa-Yaar banta hmra driving license aur indian cricket team me kya similarity hai
????


Banta-Driving license aur cricket team ????



Santa-Dono desh ke bahar chlte nhi hai.....

Submited By:Samm | Submited In:Santa Banta SMS

Santa Class Mein Hans Raha Tha, .

Ek Ladki: STAND UP.! Kon Ho Tum ..?? . .

Santa : Tum Kon Ho . . .?? . .


Ladki: Mein MONITOR Hoon . . . . .

Santa : Hahahaha ...




Tera Zamana Gaya Aab L.C.D Chalti Hai

Submited By:SHAILES | Submited In:Santa Banta SMS

Santa : Aaj tak meri itani beyizati nahi hui.
banta : par hua kya h.
Santa : meri nayie padosan ni mujhe nAhate hua dekh liya.
Banta : par tu chahta KYA h.
Santa : BaDLA

Submited By:Ankit Ror Maratha. +9180592244 | Submited In:Santa Banta SMS

Girlfrnd-Apke bina mera zee nahi lagta.

Santa:Zee nahi lagta to isme kya hai

SONY ya SATR PLUS laga lo wo bhi achhe
channel hai.

Submited By:Pritam Acharya (M/A) | Submited In:Santa Banta SMS

Santa- Tera bhai aajkal kya kar
raha hai?
Banta- Ek dukan kholi thi, par ab
Jail me hai.
Santa- wo kyu?
?
?
?
?
?
?
Banta- Dukan HATHODE se kholi thi..

Submited By:Bhagyesh | Submited In:Santa Banta SMS

Santa ek ghade ki sawari kar raha tha.
banta ne dhek k bola,
abe santa helmit phan warna police pakad le gi.
Santa:abe dekhta nahi kya mai Four willer pe hu

Submited By:hameed | Submited In:Santa Banta SMS

Santa Bank me pasie Jama krne jata hai..

CASHIER: Apka 1 note nakli hai.

Santa: To kya hua jana to mere Account me hai...!

Submited By:Aman | Submited In:Santa Banta SMS

Santa ki maa: 20 saal tak meri koi aulad
nahi hui
Media: phir apne kya kiya?
.
.
.
.
.
.
Maa: phir main 21 saal ki hui to
papa ne meri shadi karadi
" Phir jake SANTA Hua"

Submited By:shubham | Submited In:Santa Banta SMS

Santa- Yar tune itne chote chote baal kyu katwaye..??

Santa- wo yar hajjam k pas chhutte nahi the 3 rupye to main bola 3 rupye ka aur kaat do...

Submited By:Azad singh | Submited In:Santa Banta SMS

1 2 3 »
Page(1/13)
Jump to Page